Tum ko piya

choo rahi hai teri tanhaiyon mein basi pyaas mujhe ,dar hai bikhar na jaaon kahi,
rah gai jo tham ke mujhme ,dar hai sawar na jaoon kahin

meri aankon mai jo basa hai sanam , tere rooh main utar na jayee kahin

main nadi hoon to tu sagar hai tujhse milkar mit na jaoon kahin